Pani se Pyas na Buzi toh Mehkhane ki taraf nikla, Socha k Shikayat karu teri Khuda Se, lekin Khuda bhi tera Aashiq nikla…. Download The Shayari in Mp3 format Here
Continue reading...15. March 2010
Aye Jaan,Meri Wafa Ke Badle Bewafai Na Kiya Karo,Mohabat Ke Badle Zakham Na Diya Karo,Teri Chahat Me Hum Sab Kuchh Kho Baithe Hein,Humari Jaan Chali Jayegi Jiyada Imtehan Na liya Karo.
Continue reading...15. March 2010
Mohabbat Se Khuda Milta Hai, Ye Main Maanta Hu,Tumse Kitna Pyar Hai Ye Main Jaanta Hu,Agar Ye Sar Jhukega To Tere Pyar ke Samne Jhukega,Kyonki Main Tujhe Pyar Ka Khuda Maanta Hu...!!
Continue reading...15. March 2010
Zaruri nahi doston me baat hoti rahe,Zaruri nahi dosto me mulakat hoti rahe..Zaruri hai bas dost jahan bhi rahein,Unhe hamari yaad aati rahe.
Continue reading...15. March 2010
Aye Sanam,Apne Kandhe Pe Sar Rakh Ke...Mujhe Kab Tak Sone Deinge,Suno Jaan,Jab Tak Dunia Mujhe Kandhe Par Nahi Utha Leti...Aapki Need Ko Hum Khone Na Denge...!!
Continue reading...14. March 2010
उम्मीद ऐसी हो जो जीने को मजबूर करे,राह ऐसी हो जो चलने को मजबूर करे,महक कम ना हो अपनी दोस्ती कि,दोस्ती ऐसी हो जो मिलने को मजबूर करे. anand
Continue reading...14. March 2010
Hello friends… Arz kiya hai… Pocho na pasina apne galo se, rangini husn ki badne do, kahate hai ki shabnum ke katre, phoolo ko nikhara karte hai.. amjad
Continue reading...13. March 2010
Ansoo to ek bahana hai , dard ko dikhane ka, jindagi to ek fasana hai, khud ko samjane ka, khusi to ek tarana hai, har pal ko gane ka, hoth to ek khajana hai, harwaqt muskurane ka, jindagi ho gai hai las, na kasoor hai jamane ka…. list can be increased…;)
Continue reading...13. March 2010
Hi, This is in reply to ‘pyar karne waale ka haal aisa hota hai…..’ ` haan…pyar karne waale ka haal aisa hota hai…. pyar zaroor karna….! haan…pyar karne wale judai ke waqt gum-sum ho jaate hain… magar milan ka ek kshan bhi unki zindagi sanwaar deta hai…. pyar zaroor karna…! haan…pyar me aise jhagre hote hain….. magar sukh-dukh se hi to duniya tiki hai….roothe [...]
Continue reading...
16. March 2010
0 Comments