Ata Hain Koi Jindaagi Main Is Tarah Badal Jata Hain Mausam Jis Tarah Hota Hain Din Uske Didar Ke Sath Aur Kat Jati Hain Raat Us Hii Kii Baat Ke Sath Kuchh Naya Naya Sa Lagne Lagta Hain Jahan Mil Jata Hain Is Dil Ko Ekk Naya Asman Kuchh Pal Kaa Hii Hot…
Neend ke baadalon ke pichhe hain muskuraata huwa koyi chehara chehare par bikhari ek reshami latt sarsaraata huwa koyi aanchal aur do aankhein hairaan haira si neend ke baadalon ke pichhe hain ek mulaakaat ek haseen lamha jheel ka thehara thehara sa p…
Aawaaz de rahi hai yeh kiski nazar Mujhe Shayad mile kinara wahin doobkar Mujhe Chaha Tujhe to khud se Mohabbat si ho gayi Khone ke baad mil gayi apni khabar Mujhe Har har kadam pe saath hoon saya hoon mai tera Ai bewafa dikha to zara bhool kar Mujhe …
Tujh say milnay kay karay dil ye bahanay kya kya ishq ho jayay to bantay hen fasanay kya kya Tujh ko paa lenay ki tadbeer mein dhondhon har soo main nay dekhay hen teray khawab suhanay kya kya Main nay aankhon say teri sari balaen lay lin ranj uthayay…
Qalam Dil Mein Dubota Hoon Chund Lafzon Ko Likhta Hoon Jo Batein Dilpe Lagti Hain Unhi Baton Ko Likhta Hoon Mein Shayir Hoon Meri Veeraniyan Jab Hadd Se Barhti Hain Ussi Lamhe Dhunwan Uthta Hai Aur Aahon Ko Likhta Hoon Mein Lafzon Ko Nahi Ehsas Ko Teh…
mujhe tan se zyada, us ka mann acha laga tha aur us ki shakhsiyat ka baankpan acha laga thaa Gharaz mujh ko nahin thi zaahirii surat se us ki mujhe to sirf andaz-e-suKhan achcha laga tha vo sidhi baat bhi kartaa tha aksar shaayri me mujhe uss kaa yehi…
Kho kar mujhay panay ki tamanna na karo tum yon apni muhabbat ko to ruswa na karo tum Hay tum ko agar ham say taghaful ki shikayat haal dil e bimaar sunaya na karo tum Ek baar bhula kar, jo sao baar jataen ehsan kabhi un ka uthaya na karo tum Pchhtana…
Aaj Kal Woh Hum Se Baat Nahi Karte Hain Raat Se Din Aur Din Se Raat Nahi Karte Hain Aate Rehte Hain Khayalon Main Har Pal Par Asliyat Main Mulakaat Nahi Karte Hain Kahan Hain, Kaise Hain Aur Kis Haal Main Hain Hum Bereham Koi Sawalaat Nahi Karte Hain …
Kahein Mile To Usse Ye Kehna Faseel Nafrat Girra Raha hun Gaye Dino Ko Bhula Raha hun Wo Apne Wade Se Phir Gaya Hai Main Apne Wade Nibha Raha hun Kahein Mily To Usse Ye Kehna Na Dil Mein Koi Malaal Rakhay Humesha Apna Khyal Rakhay Wo Apne Sare Gham Mu…
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi            Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se          Ã
